99+ Imam Hussain Quotes and Poetry in Urdu & English

Do you want to learn life about Hazrat Imam Hussian (RA)? Some of the best Quotes of Imam Hussain are some something that will learn you good in your life. We also collected best list of poetry from Him as well.

Check Muharram Ul Haram Images, Status, Duas>>

Quotes about Imam Hussain

Wars can be won by using guns and violence but hearts can only be won through strong character and pure manners.

imam hussain quotes in urdu

If there was no poverty and illness in this world, the man would never bow down in front of his lord.

imam hussain poetry in urdu

A person who considers you his friend will always stop you from doing anything bad, however, a person who considers you an enemy will always persuade you to do bad.

shah ast hussain image quote

Death is nothing for me but only happiness however living a life full of deception is same as to like living a life in hell.

 hazrat hussain sayings

People with good deeds are not scared of the consequences after death.

hussain quotes in urdu

One should decrease his wishes and whatever he has in his hands should be enough for him to be satisfied.
A rude person in all true meanings is the one who avoids greeting others.
Never show off your happiness in front of a person who is sad.

imam hussain images new

Among all of you, the most merciful person is the one who forgives even when he is fully able to take revenge.
A person never forgets two types of persons in his whole life, the one is a person who helped him in his hard times and the second one is the person who left him in his most difficult times.

imam hussain quotes karbala in urdu

Everyone who stays silent when others are being oppressed are themselves considered to be guilty of oppression.
Avoid doing anything bad to a person who doesn’t have anyone except Allah because such a person will only seek Him for his support.

imam hussain quotes on friendship

I learned courage and bravery from a person who saw thousands of arrows flying right towards him and he still stood with faith and trust on his God.
Death with dignity is better than a life lead with humiliation.

imam hussain quotes in arabic

Your life is passing day by day, your death is coming nearer hence whatever worldly possessions you have to spend it on helping other people.

 Poetry about Hussain (R.A) & Karbala:

Jannat ki Arzu mai kahan ko ja rahay sab loag

Jannat to Karballa mai khareedi Hussain (ra) ne


Kaha k kaat do iska galla Hussain (ra) hain ye!!

Bana do aj yahin Karballa Hussain (ra) hain ye

Kisi ne pucha bta kya kia tha is ne jurm?

Kaha k jurm hai kafi k bas Hussain (ra) hain ye

imam hussain sayings


Dunya o akhirat mai rehna ho ager chain se!!

Jeena seekho Ali (ra) se aur marna Hussain (ra) se

quotes of imam hussain in urdu


Zikar e Hussain ne mujhe insan bana diya!!

Masjid ko meri jannat ka samaan bana diya!!

Ehsaan hai mujh par mere Hussain (ra) ka!!

Mujhko panjettan ka ghulam bana diya!!

ya hussain poetry


Sajday mai sarr, gallay mai khanjar aur teen din ki piyas!!

Aisi namaz na hui phir Karballa k baad


Hadd hi nahi Hussain (ra) tere initeqaam ki!!

Lafz e Yazeed gaali se badtarr bna dia

poetry 10 muharram


Karballa mai aik taraf paani tha aur doosri taraf pyaas

Aur jo paani peetay rhay wo marr gaye

Jo pyasay thay wo aj bhi zinda hain


Islam ko zawal ho mumkin nahi kbhi

Islam ki ragon mai lahu hai Hussain (ra) ka

imam hussain shayari urdu


Hussain (ra) Shah bhi hain aur badshah bhi!!

Hussain (ra) deen bhi hain aur deen e panha bhi!!

Na jhukay yazeed k samne kata dia sarr kk!!

Issi bina pe to bunyad e La Illaha bana diya


Sarr kat gya badan se, talawat nahi ruki

Hussain (ra) ka Quran se rishta ajeeb tha

Imam hussian quotes in english


Wapis Madina loat kar na aye phir Hussain (ra)

Ya Allah kisi ghareeb ka aisa safar na ho


Jeena k was tay to sabhi chortay hain ghar

Kuch aur hi tarah ki hijrat thi Hazrat Hussain (ra) ki


Hum ko gham e Hussain (ra) mai marna qabool hai

Is raah mai bikhra hua pathad bhi phool hai

Jannat na pa sako gay gham e Shabbir k baghair

Be habb e ahl e Bayt ki shahi qabool hai

Ay Yazeed Shaheed krne se pehle ye to soch lay

Ye Fatima (ra) ka laal hai ibn e Rusool hai

Jannat ki fikar hai tujhay ay kaneez kyunkar

Jannat to mere Hussain (ra) k qadmon ki dhool hai


Kya azaan thi jo thi madeenay mai Hazrat Bilal (ra) ne

Kya namaz thi jo Karballa mai ada ki Muhammad k laal ne


Hota hai jis par bhi khuda fida

Jr deta hai usko ishq e Hussain (ra) atta

We are going to update more quotes on Imam Husain’s life.

Leave a Comment